Dard-e-Gurda (Kidney) or Renal Colic

0

Gurday main dard kyoun hota hai?


Jab koi sang reza (Stone Particle) ya Pathri (Kidney Stone) gurday se masana (Bladder) main jate hue gurday aur masana ki drmeyani (middle)  nali se guzarti hai tou dard hota hai jise Dard-e-Gurda ya Renal Colic kehte hain.


Pathri kay elawa dard-e-gurda ka sabab reyah hoty hain aur soojan hoti hai.Waram ya zakham se bhi Dard-e-Gurda ho jata hai.







Dard-e-Gurda ki Alamaat


Dard hota hai. Baghair bojh kay tanao (Tension) mehsoos hota hai.Qabaz kota hai. Pathri ki mojodgi ki koi alamat nahin pai jati.Yee dard apni jaga se thora bohat muntaqil hota rehta hai. Hazam kay waqat dard kam ho jata hai.







Post a Comment

0Comments
Post a Comment (0)

#buttons=(Accept !) #days=(20)

Our website uses cookies to enhance your experience. Check Now
Accept !