Garmiyon main mardana kamzori ka ilaj

0


Garmion main garmi aur garam khorak khane se aksar mardon ko sarat anzal ka masla peish aata hai. Mardana kamzori mehsos hoti hai aur mawad bhi patla kharij hota hai jis ki waja se timming main kami aa jati hai. Is masla k hal k liye tibb online aap k liye garmion ka aik asan aur pur asar nuskha peish krte hain.








Nuskha:



Chilka Isapghol                                       50 Gram



Musli safed Indian                                   50 Gram



Gond Katira                                             50 Gram



Singhara Khushak                                   50 Gram



Misri                                                        200 Gram



Chilka Isapghol k ilawa tamam chezon ko pees kr safoof bana lein aur phir is safoof main chilka ispghol mila lein. 


Istemal: (How to use?)


Tyar shuda nukha k 2 chamach (2 Table Spoon) aik glass neem garam Doodh (Milk) main mix kr lein aur doodh ko fridge main rakh dein ta keh kharab na ho jae. Ye amal raat ko krein aur subha nehar moun pee lein.

Benefits:

Jism ki garmi ko durr krta hai. maeda ki garmi aur jigar ki garmi ko kam krta hai. Mardana taqat main izafa kr k mardana kamzori ko khatam krta hai. Mani ko gara (Mughaliz) krta hai. Mani ko berhata hai. Timming main izafa krta hai. 


Post a Comment

0Comments
Post a Comment (0)

#buttons=(Accept !) #days=(20)

Our website uses cookies to enhance your experience. Check Now
Accept !